شعر
2-Line Urdu Poetry • منتخب اشعار • दो-लाइन शायरी

Couplets by Jigar Moradabadi (منتخب اشعار)

Discover the finest 2-line Urdu poetry curated across emotions, life philosophy, romance, and mystical contemplation.

Active Filters: Poet: Jigar Moradabadi ×
Reset All
A-Z: All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Explore by Theme 4 Couplets available
#ishq شعر
Duniyaa ke sitam yaad na apnii hii wafaa yaad
ab mujh ko nahiin kuchh bhii mohabbat ke siwaa yaad
#zindagi شعر
Ham ko mitaa sake ye zamaane mein dam nahiin
ham se zamaanaa khud hai zamaane se ham nahiin
#ishq شعر
Un kaa jo farz hai wo ahl-e-siyaasat jaanein
meraa paighaam mohabbat hai jahaan tak pahunche
#ishq شعر
Ye 'ishq nahiin aasaan itna hii samajh liijiye
ik aag kaa dariyaa hai aur duub ke jaanaa hai
Showing 1 to 4 of 4 items