شعر
2-Line Urdu Poetry • منتخب اشعار • दो-लाइन शायरी

Masterpiece Couplets (منتخب اشعار)

Discover the finest 2-line Urdu poetry curated across emotions, life philosophy, romance, and mystical contemplation.

A-Z: All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Explore by Theme 50 Couplets available
#husn شعر
dil mein jab se dekhta hai wo teri taswir konur barsata hai apni chashm-e-tar se aaftab
#ishq شعر
Chal saath ki hasrat dil-e-marhum se nikleAashiq ka janaza hai zara dhum se nikle
#zindagi شعر
Ahl-e-iman 'soz' ko kahte hain kafir ho gayaAah ya rab raaz-e-dil in par bhi zahir ho gaya
#ishq شعر
Un se aur mujh se yahi shart-e-wafa Thahri haiWo sitam Dhaen magar un ko sitam-gar na kahun
#ishq شعر
Sar zanu pe ho us ke aur jaan nikal jaeMarna to musallam hai arman nikal jae
#tasawwuf شعر
'Soz' ko wo milaega tujh seJo KHuda ka habib hovega
#ishq شعر
Jis ka tujh sa habib hovegaKaun us ka raqib hovega
#tasawwuf شعر
Abhi to dekha nahin hai ishq is duniya ke chhupe hue Sufi ka
Aksar khayalat ke sath safar karte hain
#tasawwuf شعر
Mere pair par har aane wale parinde ko hasrat se dekhta tha
Koshish karta tha un ki aawazen samajhne ki
Mujhe yeh ehsas tha
Aaj zaroor laya hoga meri maa ka ek paigham
#tasawwuf شعر
Ishq ka ek aisa darya beh raha tha ke maujen dhundti rahin kinara
Is paar main tha
Us paar maa kar rahi thi mera intezar
#dard شعر
Ek jung lad raha hun main apne aap se
Majbooriyon ne qaid kar rakha hai mujhe
Lekin meri sochen azad thin
Din bhar bhatakne ke baad har shaam ko maa ke paas wapas aa hi jata tha kamal
#tasawwuf شعر
Kash ehsas koi manzil hota to chala jata rehne us mein
Us manzil ke kaun se kamre mein rehta, maloom nahin
Mera maqsad to manzil tak pahunchna tha
Manzil mili to wo ehsas hi na raha
#tasawwuf شعر
Paak rooh meri maa ke jism se nikal kar rujoo kar gayi
Chehra dekha to maa ka tha
Jagaya nahin use
Khayal aaya shayad
Abhi abhi soyi hai maa kamal
#tasawwuf شعر
Mere apne hi the wo do farishteDono rujoo kar gayeKaun maangega ab dua hamare liye kamal
#ishq شعر
Zikr-e-ishq to zamane se chala aa raha hai
Kisi ne pa liya ishq ko sukoon mein
Kisi ne dhoondh liya ibadat mein
Mera ishq bhi kitna ajeeb tha Kamal
Jab tak maa ka chehra khayalon mein nahin utarta
Ishq mujhe adhura lagta hai
Showing 15 of 50 on this page • Scroll or click for more
Showing 401 to 450 of 667 items