شعر
2-Line Urdu Poetry • منتخب اشعار • दो-लाइन शायरी
Masterpiece Couplets (منتخب اشعار)
Discover the finest 2-line Urdu poetry curated across emotions, life philosophy, romance, and mystical contemplation.
Explore by Theme
8 Couplets available
All Themes (تمام موضوعات)
Love (Ishq)
(عشق و محبت)
Pain & Sorrow (Dard)
(درد و غم)
Philosophy & Life (Zindagi)
(زندگی و فلسفہ)
Separation (Hijr)
(ہجر و جدائی)
Beauty & Beloved (Husn)
(حسن و محبوب)
Sufism & Mysticism (Tasawwuf)
(تصوف و روحانیت)
Revolution & Hope (Inqilab)
(انقلاب و امید)
Solitude (Tanhai)
(تنہائی)
Selfhood & Pride (Khudi)
(خودی و غیرت)
Tavern & Wine (Sharab)
(مے و مے خانہ)
Asar Lakhnavi
اثر لکھنوی
•
असर लखनवी
Modern Era
#zindagi
شعر
ek ujDa hua diya hun main
aage aaya hai sab kiya mera
#zindagi
شعر
KHak se sainkaDon uge KHurshidHai andhera magar charag-tale
#ishq
شعر
Wafa ka ahd tha dil ko sambhaalne ke liyeWo hans paDe mujhe mushkil mein Daalne ke liye
#dard
شعر
Ek jung lad raha hun main apne aap se
Majbooriyon ne qaid kar rakha hai mujhe
Lekin meri sochen azad thin
Din bhar bhatakne ke baad har shaam ko maa ke paas wapas aa hi jata tha kamal
#tasawwuf
شعر
Ek hi sher ko kitni baar likha, phir bhi parhne mein lutf na aaya.
Alfaaz tabdeel karne ki koshish karta raha, bahut koshishon ke baad bhi kamyab na hua.
Phir sher waise hi chhor diya, ye samajh kar ke sher kar raha hai ek haqeeqat ka bayan — Kamal.
#ishq
شعر
Ek aaina ru-ba-ru hai abhi
Us ki KHushbu se guftugu hai abhi
#tasawwuf
شعر
Ek aisi bhi tajalli aaj mai-KHane mein hai
Lutf pine mein nahin hai balki kho jaane mein hai
#zindagi
شعر
ek muamma hai samajhne ka na samjhane kazindagi kahe ko hai KHwab hai diwane ka