شعر
2-Line Urdu Poetry • منتخب اشعار • दो-लाइन शायरी
Masterpiece Couplets (منتخب اشعار)
Discover the finest 2-line Urdu poetry curated across emotions, life philosophy, romance, and mystical contemplation.
Explore by Theme
50 Couplets available
All Themes (تمام موضوعات)
Love (Ishq)
(عشق و محبت)
Pain & Sorrow (Dard)
(درد و غم)
Philosophy & Life (Zindagi)
(زندگی و فلسفہ)
Separation (Hijr)
(ہجر و جدائی)
Beauty & Beloved (Husn)
(حسن و محبوب)
Sufism & Mysticism (Tasawwuf)
(تصوف و روحانیت)
Revolution & Hope (Inqilab)
(انقلاب و امید)
Solitude (Tanhai)
(تنہائی)
Selfhood & Pride (Khudi)
(خودی و غیرت)
Tavern & Wine (Sharab)
(مے و مے خانہ)
#dard
شعر
Aansu aate hain phir sookh jaate hain
Phir aate hain sookh jaane ke liye
Ya Rab is dard ki dawa de ya rok de in aansuon ko kamal
#tasawwuf
شعر
Farishte aksar safar mein ruk jaate hain yeh jaanne ke liye
Yeh rooh ka noor itna roshan kyun hai kamal
#tasawwuf
شعر
Kuch roohon mein itna noor hota haiAksar sitaron ki roshni barh jaati hai kamal
#tasawwuf
شعر
Yaad-dasht bhi ek aisi ne'mat hai
ke yaadon ki parchhaiyon ki parwarish hoti rehti hai
Yaad-dasht mein kabhi kabhi qudrat ka nizam dekho
yeh kho jaati hai kisi gumshuda bachche ke manind
Tasawwar karo, sirf ek hi lafz baaqi reh gaya tha
is mein woh lafz tha "papa"
Hamesha parchhai ek hi lafz par ruk jaati thi
woh lafz "papa" hi tha
Meri saari koshish naakaam ho gayi papa ko wapas laane ki
shayad rooh jaanti thi papa ka unwaan — Kamal
"Papa" bachchon ne kaha tha apne baap ko
maa ne wohi lafz thaam liya — bhoolne ke baad bhi
Shohar tha woh humsafar, rooh ka saathi
dimaagh bhool gaya, rooh ne "papa" na bhulaaya
#tasawwuf
شعر
Sadiyon se duniya jhoot bolti rahi, har ik shakhs likhta raha, kitaabein dilon par, bahut hi kam zikr kiya rooh ka.
Dil to mitti me mil jayega, ta qayamat rooh rakhegi zinda tujhe, Kamal.
#tasawwuf
شعر
Sadiyon tak shayar dil ka zakhm likhte raheRooh ka dukh lafzon se bada tha, likh na sake
#tasawwuf
شعر
Maa baap se mohabbat khoon ka asar nahiTeesri rooh me dono ka hissa hai, Kamal
#tasawwuf
شعر
Do roohein milin to Khuda ne teesri bana diKamal, isi rishte ko duniya ne mohabbat ka naam diya
#tasawwuf
شعر
Badan mitti hai, mitti me mil jayegaRooh musafir hai, Kamal, ghar ko laut jayegi
#tasawwuf
شعر
Kamal, rooh ki haqeeqat ko samajh!
Naadaan insaan mitti ke jism ki imaarat par kyun takabbur karta hai?
#tasawwuf
شعر
Ik rooh aayi tere jism ki imaarat mein, kuch din qayaam kiya aur phir waapas chali gayi.
Kamal, naadaan insaan saat zindagiyon ki qasmein khaata raha.
#tasawwuf
شعر
Ek hi sher ko kitni baar likha, phir bhi parhne mein lutf na aaya.
Alfaaz tabdeel karne ki koshish karta raha, bahut koshishon ke baad bhi kamyab na hua.
Phir sher waise hi chhor diya, ye samajh kar ke sher kar raha hai ek haqeeqat ka bayan — Kamal.
#zindagi
شعر
khayal jis ka tha mujhe khayal mein mila mujhe
sawal ka jawab bhi sawal mein mila mujhe
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzoob
خواجہ عزیز الحسن مجذوب
•
ख़्वाजा अज़ीज़-उल-हसन मजज़ूब
Modern Era
#tasawwuf
شعر
jo main din-raat yun gardan jhukae baiTha rahta hun
teri taswir si dil mein khinchi ma'lum hoti hai
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzoob
خواجہ عزیز الحسن مجذوب
•
ख़्वाजा अज़ीज़-उल-हसन मजज़ूब
Modern Era
#ishq
شعر
ada se dekh lete hain main jab jaane ko kahta hun
phir us par kahte hain hum kab tumhein majbur karte hain
Showing 15 of 50 on this page • Scroll or click for more