Timeless Urdu Ghazals (مجموعۂ غزل)
Immerse yourself in lyrical masterpieces by classical masters and modern romantic poets across Urdu Nastaliq, Devanagari Hindi, and Roman English scripts.
Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai
"Bulati hai magar jaane ka nai Wo duniya hai udhar jaane ka nai"
Ahmad Faraz
Suna Hai Log Use Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
"Suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain So us ke shahr mein kuchh din thehar ke dekhte hain"
Nida Fazli
Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahin Milta
"Kabhi kisi ko mukammal jahan nahin milta Kahin zameen to kahin aasman nahin milta"
Ahmad Faraz
Ranjish Hi Sahi Dil Hi Dukhane Ke Liye Aa
"Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa Aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa"
Koo-ba-Koo Phail Gayi Baat Shanasai Ki
"Koo-ba-koo phail gayi baat shanasai ki Us ne khushboo ki tarah meri pazirai ki"
Jaun Elia
Shayad Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahin Hui
"Shayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui Lekin yaqeen sab ko dilata raha hoon main"
Woh Jo Hum Mein Tum Mein Qarar Tha Tumhein Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
"Woh jo hum mein tum mein qarar tha tumhein yaad ho ke na yaad ho Wahi yaani wada nibah ka tumhein yaad ho ke na yaad ho"
Jaun Elia
Be-Dili Kya Yunhi Din Guzar Jayenge
"Be-dili kya yunhi din guzar jayenge Sirf zinda rahe hum to mar jayenge"
Lagta Nahin Hai Dil Mera Ujde Dayar Mein
"Lagta nahin hai dil mera ujde dayar mein Kis ki bani hai aalam-e-na-payedar mein"
Hazaron Khwahishen Aisi Ke Har Khwahish Pe Dam Nikle
"Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle Bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle "
Nasir Kazmi
Dil Mein Ek Lehar Si Uthi Hai Abhi
"Dil mein ik lehar si uthi hai abhi Koi taza hawa chali hai abhi"
Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hain
"Sitaron se aage jahan aur bhi hain Abhi ishq ke imtihan aur bhi hain"
Ibtada-e-Ishq Hai Rota Hai Kya
"Ibtada-e-ishq hai rota hai kya Aage aage dekhiye hota hai kya"
Dil-e-nadan tujhe hua kya hai
"Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai Aakhir is dard ki dawa kya hai "
Khamoshi Ke Darmiyan
"Khamoshi ke darmiyan ik guftagu aisi bhi thi Har taraf tareekiyan theen roshni aisi bhi thi"